|
|
|
|
|
| Author |
Message |
![[Post New]](/templates/default/images/icon_minipost_new.gif) 2 Jul 2007 12:26:59 IST
|
|
|
Purani tie aur kitab.... class ki last bench aur mere yaar..... wo sirf break mein jaagna aur so jaana in physics ki class..... wo coke peena canteen mein jaake wo karna baatein in almost all d' class bas yaadein yaadein yaadein reh jaati hain.... kuch choti choti baatein reh jaati hain ..... bas yaadein.....
pahunchna skool main hamesha late.... wo kehna sir ka"Ishtanding out of the class" wo andar se doston ka kehna "hame bhi bahar bula le yaar" wo jaake art class mein gappein ladana... wo karna bunk assembly ko yaar......
papa ka daantna..... wo kehna mummy ka "maaro bhi yaar..." "mujhe to sirf nazar aata hai ... jahan mein beta mera hi bekar..." wo dil mein sochna kar ke kuch dikha dein wo karna planning roz nayi yaar unit test ke kabadi marks..... wo likhna sheets par akshar do chaar..... wo paana tohfe mein teacher ki gaaliya....... wo paana marks only in arts.....
bas yaadein yaadein yaadein reh jaati hain.... kuch choti choti baatein reh jaati hain ..... bas yaadein..
|
this reply: 5 points
(with 1 
in 1 votes ) [?]
|
|
You have to be logged on to rate
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|