hindi poem
sundar aasaman par ghumadate jo badal
fail gaya nabh tak jaise dharti ma ka aanchal
bund bund se unse tapkta amrat
us madhuras ka pan karke ho gaya man sukrat
koyal gan karke rijha rahi hai
madhur kandh se samjha rahi hai
aa gayi hai suhavani varsha
dekhkar jise man harsha
thodi thodi dhup ne bada diya aanand
mast mast jhumne lage sab aanand
sapt rango ka indradhanush ab aya
man mayur nache jaise dharti par swarg aya
ghatao ka lagaya ambar ne kajal
sundar aasaman par ghumadate jo badal
plz reply me if u like this!